Raah itni lambi hai ke,
manzil ki chaah mitt jaati hai,
waqt ki aandhi me,
apne saath chood jaate hai,
Tu tu aur main main me,
umar guzar jati hai,
sochte hain kuch faryaad na kare,
lekin khwaab hi itne unche hai,
ke aankh band karte hi raatein beet jaate hai…
Raah chalte ek saksh ne kuch iss tarah kaha
Raah chalte ek saksh ne kuch iss tarah kaha, ke aaj ke zindegi me; main daroo ko haath na lagaoonga, yeh baat meri jehan me baith gayi, aur sochne ko mazboor kargayi, ke ek saraabi ke liye, aaj ki aur kal ki zondegi main antar hi kya hai! baat aisi hai, ke wo...
