Raah chalte ek saksh ne kuch iss tarah kaha,
ke aaj ke zindegi me; main daroo ko haath na lagaoonga,
yeh baat meri jehan me baith gayi,
aur sochne ko mazboor kargayi,
ke ek saraabi ke liye,
aaj ki aur kal ki zondegi main antar hi kya hai!
baat aisi hai,
ke wo ladkhadake chal raha tha,
aur main bhi ladkhadake chal raha tha,
wo mehfil ki talaash me tha,
aur main kaam ki talash main,
aashman, dharti, raah aur manzil dono ke liye ek jaise hi the,
wo hanste huye aaj ki zindegi ko jee raha tha,
aur main muskurate huye kal ki zindegi ke talaash main tha..
Nani: एक सांझ, एक सुबह थी तू,
एक सांझ, एक सुबह थी तू,एक पोटली भरी कहानी थी तू,गावं की गलिओं की धुल,और दो पहर की धुप थी तू,बचपन की यादों को अपने साथ ले गयी है तू,चौखट पे पोहंच के जब किसीसे पूछता हूँ,कहाँ है तू,भीगी हुई पलकों में दो बूँद आंसू बन के बह जाती है तू,रातों की गलिओं में लोरिओं की गूँज बन...
